1. chunti (ant) k katne sy jalan formic acid ki wajah sy hoti hai.
2. Hydrogen bomb or cobalt bomb main hydrogen bomb ziada
khatarnaak hai.
3. hathi (elephant) k dimag ka wazan (weight) 15 pond hai
or raftaar 30 mile fi ghanta hai.
4. suraj par sub sy zaida hydrogen gas payi jati hai.
5. parrandon main sb sy zaida umar caw (crow)ki hoti hai .
6. saanp (snake) 2 saal tak bagair kuch khaye peeien rah
sakta hai .
7. heera (diamond) jaliya ja sakhta hai pagliya (melt) nhi
ja sakhta .
8. aik mile main 1.6 kilometer hotian hai.
9. chamgadar aik aisa janwar hai jo udhta bhi hai or dood (milk)
bhi daita hai.
10.mandak (frog) aisa janwar hai jo 6 month jagta or 6 month
sota hai.
11.insan k jism k 2 hazen nakoon (nail) or bal (hair) jo
marny k baad bhi kuch arazy tak badhti rahti hai.
12.sab sy pahly vitamin c daryaft (discover) howa.
13.coila or heera carbon ki 2 shakalien hai.
14.sheeshe (mirror) k bunyadi ajaza soda, choona ,or rayait
hai.
15.hening ki bo lasan jaisy hoti hai .asali hening ki pehchan aag lagany sy mom batik i tarah jalti hai.
0 comments: